Bhai tumhari sab baat theek hai lekin sanjay raut talwe chaat nahi raha hai, balki wo raajneeti film ka nana patekar bana baitha hai, UT ko pardey ke peechey se chala raha hai. Aap koi bhi press conference dekh lo jo sanjay raut ne bola whai UT ne kiya. Is sarkar ko do aadmi chala rahey they sanjay raut aur sharad pawar, UT ka face laga kar khud sarkar chala rahey they.