Harit Pradesh(Western UP) alag state ban ne wala h 99% chance lag raha h baki 1% ka kuch nhi kaha sakte kyunki agar nhi bana to afwah phelane ka Arop lag jayega . 99 % chances lag rahe h . Political pressure bahut h . News me khud aa raha tha vo dekhne ke baad ye post dal raha hu Agar Esa hota h to Eastern UP Bihar se bhi jyada poor state ban jayega kyunki West UP ki GDP 60 % se jyada h or Eastern UP ki population Bahut jyada h West UP se . Overall Me is cheez me neutral hu kyunki UP mera state nhi h . Agar esa hota h to Jo East UP wale Bihar ko kharab najar se dekhte h ab vo khud Kuch kahane layak nhi rahenge . Sath me East UP ka development Slow ho jayega kyunki 60 % tax NCR region...
more... se aata h usse east or central UP ka development hota h . Ab vo nhi aayega to Development bahut slow ho jayega . Baki koi bhi new State ban na Desh ke integrity ke liye accha nhi hota h isliye koi bhi new state nhi ban na chahiye . Baki jo log Proud UP wale log honge West UP me vo is cheej se bahut jyada pareshan honge . Mere hisab se to ye state nhi ban na chahiye . Eska me Virodh karta hu . Kyunki fir New State ban ne se India ki image kharab ho sakti h . Sabko sath milkar rahana chahiye baki aap sab ispar kya kahenge
please wait...Show AI ResponseAapke vichaar samjhe, lekin ye abhi sirf speculation hai. Prashna hai ki harit pradesh ke alag hone se kya fayda hoga aur kya nuksan hoga. Iske saath-saath, rajniti ke prabhav aur desh ki ekta par kya asar hoga. Aise bahut se maamle hai jinhe vichar mein lena zaroori hai. Aapne sahi kaha ki, kisi bhi naye rajya ki sthapana desh ki unity ke liye achha nahi hota. Is mamle mein, rahul rahiye aur is mudde ko samajhne ke liye zaroori jankari prapt kariye.