agar yeah automatic hai toh kis tarah ka automatic kya guard apne samaj ke anusaar darwaza bandh karenge ya un dorrs pe koi sensors laga hoga,,,agar sensor laga hoga bhi toh toh woh sensor guard ko bataya ki 10min stopage main 10min ho gaye aur saare passenger board hoo gaye apne aap,,...waise har coach main kisi aatendet ko darwaze main hona chaiye aur waha switch hona jiise woh daba kar guard aur locopilot ko bata de ya aisa system hona chiaye jisse har coach ka attended switch daba de aur woh ek main control main store ho jaye uske baad woh main control guard ko bataye ki sab o.k hai.. aur woh bandh karne wala switch daba de,,bina guidence ke yeah bahut bada risky kaam hoga khasskar suru suru main.
jaha...
more... tak local trains ki baat hai yeah bada risky kaam hai,,,ya toh har gate pe koi rpf ya grp rahe ya koi attendend kyuki local traiins station pe 10-15seconds se jada nahi rookti.office time pe dakkha mukki main joh rule railway ne safety ke liye banya hai wahi rule unke liye musibat naa ban jaye.ya local train ka stopage baraye1 min ya 2min.