Nahi mili to mil jayegi. Aur khud ke idhar train milne pe khushi hoti hai, aap tab kahaan the jab maine idhar se trains band krne ki demand ki thi?
mujhe koi shauk nahi hai bina wajah UDZ ka dhindora peetke khaali train ko bhi chalte rhne dene ka. Bina wajah bekaar k manipulations krna band kr lijiye, behtar hoga.