Nitin bhai Railway bhi kanha sun raha tha 3 din se shantipurn ptotest chal raha tha
Police ne khud bhadkaya hai inhen
Twitter,youtube check kar lijiye kitni buri tarah Candidates ko pita police walo ne
Ye to akela Bihar me hai sab jagah hota to soch lo kya hota
1...
more... Crore Application Aaye agr 1% bhi candidates protest karne aur matlab 1 lakh candidates
Sarkar ko dhyan dena chahiye 3 saal jo gaye