Mishra ji, aapki puri lekh ekdum Rajneeti se prerit hai.
Kyo aapko Malum sarkar ne kitni Greeb Rath Ko band Kar Diya? kya aapko Malum ki nayi train nahi chala kar special fare train chala rahi hai jo aam kiraya se kafi jada hota hai aur gareeb mjboor hota hai Mahange ticket khareedne ko.
Kya Aap ko malum ki ki jadatar passenger train ko Express mein convert kar ke express ka kiraya liya ja raha hai jabki stop utna hee hai..
Aaj...
more... Railway mail express ki fund ko puri tarah Divert kar di Vande Bharat ki Taraf, Jiska Nateeja hai train accident, train Derail etc.
aaj aap dekh lijiye, sjhayed hee koi aisa train ho jo samay par chal rahi hai, sabhi train 5/6 ghante deri se chal rahi hai, jo kuchh saal pahle nahi tha.
aur haa ham kamaate hai iska ye Matlab nahi ki ham apni saari kamai Sarkar ko IT/GST/ST aur mahnge ticket par de de.
Aur Ek baat, GOVT IS NOT TO MAKE MONEY, THEY ARE FOR PEOPLS SERIVE.
MONEY CAN BE EARN THROUGH OTHER VARIOUS INSUTIONS..