bhai bhagalpur london hai.. waha sabkuch hai.. aur hona v chahiye. merko koi dikkat nahi hai. Bhagalpur bada shahar hai.. Anga ka rajdhani hai.. Bhagalpur se kisiko kya dikakt hai.. waha ji hai vi v kam hai.. aur hona chahiye. bhagalpur me sick hai, pit hai achhi bat hai.. humare yha v ban jayega.