Bhai vo kuch nhi kiya h me janta hu usko vo sirf Farakka ke extension ka boycott kar raha tha aaj tak me kabhi uske muh se gali nhi suna . Kisi ki bhi baato par vishwas mat karo . Koi bhi insan hoga na bhai apne area ki train ka extension nhi dekh sakta . Agar Vikramshila ka extension ka bhi baat hoga na to me bhi yehi karunga .