kanpur ka rajnitik wachaswa khatma hone ke karan ye sahar main chhota sa project kendra sarkar nahi la pa rahi.rajya aur kendra main ek hi party ki sarkar hone per ye durdasha hai aage kya hoga ,bhagwan malik hai.janta ko aise nishkriya party ke jan pratinidhi ko ghar ka rasta is bar dikhana chahiye.kewal newspaper main khabar chhapti ki metro ka kaam hone wala hai,track hatne wala hai.etc.