Aap imandari se bata do ki kya other RM ne aisa kiya tha . Itni jyada partiality to aaj tak tak nhi hui Railway .
Ye bat mai kah raha aur mai na to kisi political party se h , na hi bihar ,UP ,WB se hu.
Mai Rajasthan se hu aur maine sabhi RM ko achhe se dekha h mai kisi bhi RM ka isiliye favour nahi kar sakta kyo ki wo mere states se h .Rajasthan se kabhi koi RM bana hi nahi sirf CP joshi ke kuchh din...
more... ko chhodkar .
.
.to mai special ki tarif nahi kar raha . Lekin sach yahi h suresh prabhu ka time Railway me train announcement ke liye to sabse worst time h.
Hamare Rajasthan ko sabhi budget me train milti thi . First time aisa hua h jab Rajasthan ko train milna band ho gai.