Itna marketing karna hi tha to karte...kaun rok sakta hai...
Lekin wo ulti pulti bina sar pair ki memu bhi de dete na.
Jis line pe passenger train nhi hoti uska satyanash ho jata hai. Jo station pe infrastructure banaya hai sab gayab ho jayega dheere dheere. 1 hi memu dega we know...lekin de to.